Our Feeds

Tuesday 21 February 2017

Anonymous

Duniya K 5 Jadeed Tareen Cities Main Kon Kon Se Shehar Shamil Hain


Duniya k 5 Jadeed Tareen Citites Main shamil hone wala shehron main Singapore, Barcelona, London, New York aur Sans-Fransisco hain.

Singapore
 Singapore main traffice aur hajoom (Crowd) ki surat-e-hal par nazar rakhne k liye bari tadad main sensors aur cameras laga rakhe hain. Jis ki zariye se government bht zayada k waqat traffic ko rawan rakhne k kabil hote hain

Barcelona
Barcelon ki intezamiya (Adminitration) ne shehar bhar main bijli ki kheep ko rokne k liye wireless LED lights nasb (Fix) ki hain. Jin k sath zamini sensors ka jaal bechaya geya ha jin se zarat (Agriculture) k shobe (Department) main bharpur madad mil sake gi.

New York
New York main fiza ka mayar (level), traffic aur bijli k kheep ki janch k liye tez tareen internet service ki farhami yakini banaya ja raha ha jo k 2025 tak mukamal (Complete) ho jye ga.

London
London main jagha ki kami aur park k istemal main kami aur masial ko kam krne k liye technology ka sahara liya ja raha ha. Intezamiya (Administration) ne naye mansubon (Planning) ko tarteeb dena shuru kar diya ha.

San-Fransisco
San-Fransisco Ne Shaher Bhar main parking k nazam ko bether banne k liye ek smart nazam nafiz kiya ha. Jis k zariye se sarefeen (Consumer) ko bether kemetoon par parking rates ki adigye (Payment) karna mumkin ho sake ga.

Subscribe to this Blog via Email :
Previous
Next Post »